$WBS.US : $77.80 Pre Mkt 0.29% (Close $77.57, 0.51%)

Pehle ye dekh lo: Upar likha hai DELISTED Ye stock delist ho chuka hai. Is me Trade mat karo.

Chart bhi bilkul dead hai. Price 77.75, MA(7) 77.76 / MA(25) 77.73 / BOLL MB 77.75 ke bilkul andar phansa hua hai. BOLL UP 77.80 aur DN 77.70 ke beech me 10 cent ka range hai.

Long: 77.80 ke upar
Target: 77.85 (MA99)
SL: 77.75

Short: 77.70 ke neechay
Target: 77.35 (Chart Low)
SL: 77.75

#XRPLedgerVaultGets29Votes