Binance hack ke baad sab dar gaye, maine nahi 😎

1 Nov ko Binance se $4.6 Billion withdraw hue, phir bhi BTC $76K pe khara hai. Yehi to Bitcoin ki taqat hai.

Jo log panic me bech rahe hain, wohi log kal $82K pe wapis khareedenge.

Hack ke baad bhi Binance ne 95% funds cover kar liye, withdrawals khol diye. Market abhi Fear me hai (Index 26), aur yehi time hota hai smart logon ka.

Hold karne wale hazir hon ✋
Tum panic seller ho ya HODLer? Comment me batao 👇

#HODL #Bitcoin #Binance #BTC #BinanceSquare #CryptoPakistan