Faqi Mughal

3 A seguir
0 Seguidores
0 Gostaram
Publicações
·
--
Ver tradução
very nice
very nice
Binance Square Official
·
--
Atualização da Binance Square: novidades de outubro
Neste mês de outubro, ficou mais fácil acompanhar o mercado, descobrir criadores, participar de transmissões ao vivo, compartilhar negociações e ficar por dentro dos seus chats. Atualize o app da Binance para a versão 3.22 ou posterior e explore os recursos mais recentes.
1. Memes em um só lugar
A aba [Rastreador] da Carteira agora exibe negociações on-chain em tempo real.
Veja o que está em alta no momento em que acontece, toque em [Negociar] para agir ou em [ + ] para compartilhar suas próprias posições com uma opinião. Alterne para outra aba [Seguindo, KOL ou Copy Trade] sem sair da página.

2. Notícias em alta, mais fáceis de acompanhar
Ver tradução
Binance Par Sabse Bari Galti Jo Naye Log Karte Hain Naye log aate hi ye 3 galtiyan karte hain: 1. Suna ke "ye coin 10x jayega" aur saara paisa laga diya 2. Jab coin neeche gaya to ghabra ke bech diya 3. Kisi anjaan link par click karke apna account hack karwa liya Is se bacho: - Kabhi kisi ki baat par andha paisa mat lagao - Kabhi apna password ya code kisi ko mat do Crypto me jaldi wale hamesha haarte hain, sabar wale jeette hain. Aapne konsi galti ki thi shuru me? #CryptoMistake #BinnanceSquare #binnace #urdu
Binance Par Sabse Bari Galti Jo Naye Log Karte Hain

Naye log aate hi ye 3 galtiyan karte hain:

1. Suna ke "ye coin 10x jayega" aur saara paisa laga diya
2. Jab coin neeche gaya to ghabra ke bech diya
3. Kisi anjaan link par click karke apna account hack karwa liya

Is se bacho:
- Kabhi kisi ki baat par andha paisa mat lagao
- Kabhi apna password ya code kisi ko mat do

Crypto me jaldi wale hamesha haarte hain, sabar wale jeette hain.

Aapne konsi galti ki thi shuru me?

#CryptoMistake #BinnanceSquare #binnace #urdu
Ver tradução
1000 Rs Se Crypto Shuru Karna Chahiye Ya Nahi? Bohat log poochte hain, mere paas sirf 1000 Rs hain, kya me crypto me lagadun? Mera jawab: Haan, lekin seekhne ke liye, ameeron banne ke liye nahi. 1000 Rs se aapko ye faida hoga: 1. Aapko trading samajh aayegi 2. Apka dar khatam hoga 3. Aap galtiyan karoge aur seekhoge 1000 Rs se aap 1 Lakh nahi bana sakte, lekin 1000 Rs ko zaya kiye bagair aap 1 Lakh banane ka tareeqa zaroor seekh sakte ho. Yaad rakho: Pehle seekho, phir bada paisa lagao. #bitcoin.” #BinanceSquareFamily #binnance #TradingCommunity #crptonews
1000 Rs Se Crypto Shuru Karna Chahiye Ya Nahi?

Bohat log poochte hain, mere paas sirf 1000 Rs hain, kya me crypto me lagadun?

Mera jawab: Haan, lekin seekhne ke liye, ameeron banne ke liye nahi.

1000 Rs se aapko ye faida hoga:
1. Aapko trading samajh aayegi
2. Apka dar khatam hoga
3. Aap galtiyan karoge aur seekhoge

1000 Rs se aap 1 Lakh nahi bana sakte, lekin 1000 Rs ko zaya kiye bagair aap 1 Lakh banane ka tareeqa zaroor seekh sakte ho.

Yaad rakho: Pehle seekho, phir bada paisa lagao.
#bitcoin.” #BinanceSquareFamily #binnance #TradingCommunity #crptonews
Ver tradução
Bitcoin Itna Mehnga Kyun Hai? 1 Minute Me Samjho. Doston, aksar log poochte hain Bitcoin 1 Crore ka kyun hai? Waja bohot simple hai. Bitcoin total sirf 21 Million hain. Poori duniya me is se zyada kabhi nahi banenge. Jab cheez kam ho aur mangne wale zyada hon, to keemat barhti hai. Isi liye Bitcoin ko "Digital Sona" kehte hain. Aapko kya lagta hai? Bitcoin agle saal upar jayega ya neeche? Comment me batao. #bitcoin #Crypto #BinanceSquare #Pakistan
Bitcoin Itna Mehnga Kyun Hai? 1 Minute Me Samjho.

Doston, aksar log poochte hain Bitcoin 1 Crore ka kyun hai?

Waja bohot simple hai.

Bitcoin total sirf 21 Million hain. Poori duniya me is se zyada kabhi nahi banenge.

Jab cheez kam ho aur mangne wale zyada hon, to keemat barhti hai.

Isi liye Bitcoin ko "Digital Sona" kehte hain.

Aapko kya lagta hai? Bitcoin agle saal upar jayega ya neeche?
Comment me batao.

#bitcoin #Crypto #BinanceSquare #Pakistan
Ver tradução
Inicia sessão para explorar mais conteúdos
Junta-te a utilizadores de criptomoedas de todo o mundo na Binance Square
⚡️ Obtém informações úteis e recentes sobre criptomoedas.
💬 Com a confiança da maior exchange de criptomoedas do mundo.
👍 Descobre perspetivas reais de criadores verificados.
E-mail/Número de telefone
Mapa do sítio
Preferências de cookies
Termos e Condições da Plataforma