walima

75 ຄັ້ງທີ່ເບິ່ງ
2 ກຳລັງສົນທະນາ
Eman098
·
--
🌙 Bismillah ir-Rahman ir-Rahim 🌙 ✨ Dawat-e-Walima / Barat ki Dawat ✨ Assalam-o-Alaikum, meri pyari Binance Family! 💛 Aap sab ko dil ki gehraiyon se dawat di jati hai ke aap hamari khushi mein shareek hon. 👰🤵 Delma Weds Khirki 📅 Tareekh: 25 November 2026 📍 Jagah: Binance livestream ⏰ Waqt: Sham ko (aap ki aamad ka intezar rahega) 🙏 Mehmanon ke Istaqbal k leye hun gy Aadi33, eman098, cryptology stock Ravi ,innocent, call2market Elite Rafiq bhai Aap ki tashreef hamare liye baa-ismat o baa-izzat hogi. Dua hai ke Allah is rishte ko mubarak banaye, aur aap sab ki mehfil se is din ko yaadgar bana de. 🤲 Market ke ups and downs to chalte rehte hain, magar khushi ke ye lamhe sirf ek baar aate hain. Zaroor tashreef layen aur dua den! 🚀💛 #BinanceFamily #BinanceSquare #Dawat #Walima #Crypto @Square-Creator-714c698bbfd14 @Aadilbhat @Call-2-Market @cryptology_7 @Square-Creator-387a6aeb1c9d
🌙 Bismillah ir-Rahman ir-Rahim 🌙
✨ Dawat-e-Walima / Barat ki Dawat ✨
Assalam-o-Alaikum, meri pyari Binance Family! 💛
Aap sab ko dil ki gehraiyon se dawat di jati hai ke aap hamari khushi mein shareek hon.
👰🤵 Delma Weds Khirki
📅 Tareekh: 25 November 2026
📍 Jagah: Binance livestream
⏰ Waqt: Sham ko (aap ki aamad ka intezar rahega)
🙏 Mehmanon ke Istaqbal k leye hun gy
Aadi33, eman098, cryptology stock Ravi ,innocent, call2market Elite Rafiq bhai
Aap ki tashreef hamare liye baa-ismat o baa-izzat hogi. Dua hai ke Allah is rishte ko mubarak banaye, aur aap sab ki mehfil se is din ko yaadgar bana de. 🤲
Market ke ups and downs to chalte rehte hain, magar khushi ke ye lamhe sirf ek baar aate hain. Zaroor tashreef layen aur dua den! 🚀💛

#BinanceFamily #BinanceSquare #Dawat #Walima #Crypto
@Delma Patience @Aadi33 @Call 2 Market @Cryptology_7 @Stock-Ravi
Hsaka Trades:
congratulations 🎉 Delma Bhai
ເຂົ້າສູ່ລະບົບເພື່ອສຳຫຼວດເນື້ອຫາເພີ່ມເຕີມ
ເຂົ້າຮ່ວມກຸ່ມຜູ້ໃຊ້ຄຣິບໂຕທົ່ວໂລກໃນ Binance Square.
⚡️ ໄດ້ຮັບຂໍ້ມູນຫຼ້າສຸດ ແລະ ທີ່ມີປະໂຫຍດກ່ຽວກັບຄຣິບໂຕ.
💬 ໄດ້ຮັບຄວາມໄວ້ວາງໃຈຈາກຕະຫຼາດແລກປ່ຽນຄຣິບໂຕທີ່ໃຫຍ່ທີ່ສຸດໃນໂລກ.
👍 ຄົ້ນຫາຂໍ້ມູນເຊີງເລິກທີ່ແທ້ຈາກນັກສ້າງທີ່ໄດ້ຮັບການຢືນຢັນ.
ອີເມວ / ເບີໂທລະສັບ