MARKET RED HAI TO KYA HUA? 🔴
Me To Nahi Dara!
Kyun Ke...
MERE PASS HAI HI NAHI 😂😂
Dost Kehta Hai: Yar Mera $1000 Loss Ho Gaya
Me Kehta Hun: Mera Konsa Laga Tha? 😂
Jab Paisa Hi Nahi Lagaya
To Loss Kahan Se Hoga?
Me To Sab Se Zyada Ameer Hun
Mera BP Bhi High Nahi Hota 😂
Tum Log Ro Rahe Ho
Me Popcorn Kha Kar Tamasha Dekh Raha Hun 🍿
Sach Sach Batao 👇
Tumhari Konsi Team Hai?
A - Paisa Laga Kar Rone Wali 😭
B - Paisa Bachaa Kar Hansne Wali 😂
Comment Me A Ya B Likho!
#CryptoFunny #bitcoin #MarketRed #Binance #fun $BTC $XRP $TSLA.US