Binance Par Sabse Bari Galti Jo Naye Log Karte Hain
Naye log aate hi ye 3 galtiyan karte hain:
1. Suna ke "ye coin 10x jayega" aur saara paisa laga diya 2. Jab coin neeche gaya to ghabra ke bech diya 3. Kisi anjaan link par click karke apna account hack karwa liya
Is se bacho: - Kabhi kisi ki baat par andha paisa mat lagao - Kabhi apna password ya code kisi ko mat do