November 2024 mein US Presidential Elections ke baad, jab Donald Trump jeetay thay, Bitcoin ne yahan se ek strong rally start ki thi aur phir naye ATHs banaye thay.
Aur aaj 3 November 2026 hai, ek baar phir US Midterm Elections ka waqt hai. 2024 aur 2026 ke darmiyan ye similarity kaafi interesting hai.
History zaroori nahi ke repeat ho, lekin market mein aise moments ko ignore bhi nahi karna chahiye.
Kya Bitcoin ek baar phir koi surprise dene wala hai?