Raat ko tum soye, coin 100x up tha. Subah uthe to coin 0 ho gaya. Paisa gayab!
Yahi hota hai Rug Pull.
5 Red Flags - Yaad Kar Lo:
1. Team ka pata hi nahi - Naam chupaya hua 2. Koi Audit nahi 3. Liquidity Lock nahi hai 4. Bolte hain "100% Profit Pakka Hai" 5. Sare coin 2-3 logo ke paas hain
Bhaiyo, New Coin me ghusne se pehle ye 5 cheezein zaroor check karo!
Tumhare sath kabhi aisa hua hai? Comment me batao 👇