BTC: $81,116 (+0.45%) - Kal $80,330 tak gira tha, ab $81,823 tak high mara hai.

ETH: $2,354 (+0.34%) - $2,323 low se bounce karke upar aya hai. Gas fee bilkul low 0.04 Gwei par hai.

BNB: $755 (+1.67%) - Market me sab se strong coin! $742 se $762 tak gaya, 5 din me +0.76% up hai.