🚀 TODAY COIN ANALYSIS - 27 OCT 2026 🚀

💰 COIN: $BTC / USDT
💵 PRICE: $79,700 - $80,100

📊 MARKET UPDATE:
Bitcoin aaj $80,000 ke neeche slip hua hai. Kal se -0.4% down hai. Market Fed Meeting ki wajah se cautious hai. Fed ka faisla kal ayega.

📈 TECHNICAL ANALYSIS:
Support: $79,400 - $79,600 (Strong Buying Zone)
Resistance: $80,500 - $80,800
Next Support: $79,250 / $78,500

Market Sentiment: NEUTRAL (Fear & Greed 48)
$BTC Dominance: 59.4%

💡 TRADE PLAN:
Range-bound market hai. $79,500 ke aas paas se long ka soch sakte hain, SL $79,000. Aur $80,800 par short ka chance. Breakout tab hoga jab $80,800 ke upar close de.

⚠️ Note: Ye financial advice nahi hai, sirf analysis hai. Fed news se pehle leverage kam rakhein.

#BTC #Crypto #TradingTales