Binance Withdrawals Reopen Ho Gaye! Mera Paisa Safe Hai.

Binance ne #BinanceIncidentReport me bata diya hai ke 98% funds wapas aa gaye hain aur users ko koi nuqsan nahi hoga.

Main ne apna $SOL aur $ADA SPOT me hi hold kiya hua hai, panic me becha nahi. No Futures, Halal earning only.

Aapka withdrawal khula ya abhi band hai? Comment me batao.

#BinanceReopensWithdrawalsForMoreAssets
#BinanceIncidentReport
#solana
#ADA