Bhai ye market ko kya ho gaya 😭
Kal tak portfolio dekh ke lag raha tha ab recovery aayegi
Aaj Binance khola to BNB -9%, BTC -9% ETH -9% aur ZEC -17% 💀
Aur ye sirf altcoins ki problem nahi hai BTC bhi $60K ke neeche chala gaya aur market me selling kaafi heavy hai
Abhi jo pressure dikh raha hai uske peeche AI/tech stocks ka sell-off Fed ke rate hike fears, ETF outflows aur leveraged longs ki liquidations jaise factors hain
Lekin asli sawaal ye hai 👀
Kya ye proper bear market ki beginning hai ya market bas leverage clean kar raha hai?
Sach batao
kis kis ka portfolio aaj “garib mode” me chala gaya? 😂💀
$BTC $ETH $BNB Card
#TwentyOneCapitalAdds172.25BTC #CanBTCReboundAfterFallingBelow60K? #AnthropicPlungesTowardIPOPriceonDay2 #MorganStanleyEndsAnthropicStockSupportAfterOneDay