Kal maine poocha tha - mera faisla Sahi hai ya Ghalat? Zyada logo ne kaha - Sahi hai.
To aaj se pakka, roz 1 post, aur sab se baat.
Aaj ek aur sach poochun?
Jab market down hota hai, tum sab se pehle kya karte ho? 1 - App band kar deta hun, dekhta hi nahi 2 - Doston se poochta hun kya karun 3 - Khud research karta hun
Mera to 1 hai, sach bata raha hun. Tumhara kaunsa hai? Sirf 1 / 2 / 3 likh do.