$BTC Market Update!

Bitcoin aaj $BTC 111k ke around trade kar raha hai. Mujhe lagta hai market abhi upar jayega.

Aap log kya sochte ho? $BTC buy ka time hai ya wait karna chahiye?

#crypto #LearnWithAiman