Crypto Me 90% Log Fail Kyun Hote Hain?

Me ne 3 saal me jo seekha:

1. Greed: 10% profit par book nahi karte, 100% ka wait karte hain aur phir -50% me loss book karte hain.

2. No Stop-Loss: Bina stop-loss ke trading matlab bina break ke gari chalana.

3. News Trading: Jab news ati hai tab tak market already move kar chuki hoti hai.

Solution? Ek simple strategy banao aur usi par stick karo.

Aap ka sab se bada loss kis wajah se hua tha? Comments me batao.

#BTC #CryptoTrading #BinanceSquare #CryptoTips #TradingPsychology

$BTC

BTC
BTC
80,584
+0.07%