*💰 Market Cap $2.82 Trillion - Paisa Kahan Ja Raha Hai?*

Aaj total crypto market $2.82T hai, volume $58.7 Billion.

BTC Dominance = 58.6%
ETH Dominance = 10.5%

Matlab abhi bhi sara paisa Bitcoin me hai. Jab ye 55% se niche ayega, tab asli Altcoin Season shuru hoga!

Maine apna bag ready rakha hai: SOL, ETH, BNB
Aapka bag kaunsa hai? Comment me 3 coins batao.

#CryptoMarketCap #BTCDominance #AltcoinSeason #BullRun2026 #CryptoPortfolio
$BTC