Binance Square

leaverage

55 views
2 සාකච්ඡා කරමින්
Elizabeth112
·
--
🚨 Beginners ke liye Important Message Market aap ko tab nahi haraati jab price upar-neeche hota hai, market aap ko tab khali karti hai jab aap: ❌ Stop-Loss use nahi karte ❌Zyada leverage le lete ho ❌ Sochay baghair entry lete ho ❌ Har move ke peechay bhagtay ho (FOMO) Reality samjho: Leverage profit fast deta hai, lekin loss aur liquidation us se bhi fast hoti hai. Simple Rules (Beginners): ✅ Hamesha SL lagao ✅ Low leverage (5x se kam) use karo ✅ Ek trade = ek plan ✅ Loss ko accept karo, revenge trade mat karo Jo trader risk control nahi karta, market us ka account control kar leti hai That's bitter reality ,I faced it #biggnertrader #leaverage #futurestraders #stoploss #CryptoPatience $BTC {future}(BTCUSDT)
🚨 Beginners ke liye Important Message

Market aap ko tab nahi haraati jab price upar-neeche hota hai, market aap ko tab khali karti hai jab aap:

❌ Stop-Loss use nahi karte

❌Zyada leverage le lete ho

❌ Sochay baghair entry lete ho

❌ Har move ke peechay bhagtay ho (FOMO)

Reality samjho:

Leverage profit fast deta hai, lekin loss aur liquidation us se bhi fast hoti hai.

Simple Rules (Beginners):

✅ Hamesha SL lagao

✅ Low leverage (5x se kam) use karo

✅ Ek trade = ek plan

✅ Loss ko accept karo, revenge trade mat karo

Jo trader risk control nahi karta, market us ka account control kar leti hai That's bitter reality ,I faced it
#biggnertrader #leaverage #futurestraders #stoploss #CryptoPatience $BTC
තවත් අන්තර්ගතයන් ගවේෂණය කිරීමට පිවිසෙන්න
නවතම ක්‍රිප්ටෝ පුවත් ගවේෂණය කරන්න
⚡️ ක්‍රිප්ටෝ හි නවතම සාකච්ඡා වල කොටස්කරුවෙකු වන්න
💬 ඔබේ ප්‍රියතම නිර්මාණකරුවන් සමග අන්තර් ක්‍රියා කරන්න
👍 ඔබට උනන්දුවක් දක්වන අන්තර්ගතය භුක්ති විඳින්න
විද්‍යුත් තැපෑල / දුරකථන අංකය