Aaj Ka BTC Update - 22 Nov 2026 🚀

$BTC aaj $60,800 ke around hai, kal $55,000 tak gir kar wapis upar aya hai. Aaj market me thori recovery lagi hai.

Matlab ye nahi ke ab sab theek hogaya. Market abhi bhi down trend me hai.

Mera Plan Aaj Ke Liye:
1. Jaldi me buy nahi karna
2. $58,700 se upar raha to $60,900 tak ja sakta hai
3. Agar neeche gaya to phir se $55,000 dekh sakta hai

Aap ka kya lagta hai? BTC upar jaye ga ya phir neeche?
Comment me UP ya DOWN likho 👇

#BTC #Bitcoin #Binance
$BTC $ETH DYOR