🟢 MARKET UPDATE - RECOVERY SHURU?

BTC: $60,094 (+1.77%)
ETH: $1,682 (+2.77%)
SOL: $70.71 (+2.06%)

Kal BTC $55,100 tak gir gaya tha, wahan se ab $60K ke upar wapas aa gaya hai!

Kya hua?
Kal jo log dar ke bech rahe the, aaj wahi wapas khareed rahe hain. $55K pe strong buying aayi.

Ab kya dekhna hai?
- BTC $60K ke upar tik gaya to agla target $62K - $64K
- Agar $60K se neeche gaya to phir $58K - $55K test hoga

Fear abhi bhi hai, is liye jaldi mat karo, step by step dekho.

Aap kya kar rahe ho?
HOLD ya SELL? Comment 👇

$BTC #ETH #SOL #Crypto #Binance