Binance Recovery Update — $2.82B Frozen! 🛡️💛

Bhai log, 29 Oct wale $6.4B hack ke 3 hafte baad latest update aa gayi hai!

🔥 Kya hua hai:
$2.82B ke stolen funds freeze / intercept kar liye gaye hain, jin me $2.3B USDT aur USDC me hain. US DOJ ne $1.2B se zyada funds ko seize / restrain karne ki permission bhi le li hai.

Lekin ab tak actually recover sirf $32M hua hai. Baqi frozen hai, wapis milna abhi baqi hai.

Aur hackers abhi bhi active hain — pichle 4 din me 488,000 ETH (∼$860M) move hua hai aur $149M ka BTC mixing me gaya hai.

Good news ye hai ke Binance ne users ko pehle hi 12 Nov tak $6.34B apne reserves se fully cover kar diya tha. Matlab users ka loss Binance ne uthaya.

Aap kya sochte ho? Binance ki recovery fast hai ya slow? Comment me batao 👇

Follow for daily crypto updates ❤️

#Binance #BNB #CryptoNews #BinanceSquare #Bitcoin #CryptoPakistan #Ayan #Web3 #CryptoCommunity