Aaj Market Down Kyun Hai? $BTC

Aaj Market bohot Red hai!
BTC ne 60,071 wala Support tor diya hai!
Ab BTC 59,900 par aa gaya hai!

Jab BTC girta hai, to poori Market girti hai!
SOL bhi gir gaya hai, ETH bhi gir gaya hai!

Market Down Kyun Hai?
1. Bare log Sell kar rahe hain
2. Chote log Dar kar Sell kar rahe hain
3. BTC 60,000 se neeche aa gaya hai

Ab Upar Kab Jayegi?
Jab BTC wapis 60,000 se Upar aayega aur wahan Ruk jayega!
Tab samajhna, Girna Ruk Gaya hai!
Tab hi SOL aur ETH bhi Upar jayenge!

Ab Kya Karna Chahiye?
Ghabra kar na Becho!
Girte hue Chaqo ko Hath se Nahi Pakarte!
Thora Wait Karo!
Sabz Candle Aane Do!

Maine Aaj Buy Nahi Kiya, Maine Wait Kiya!
Aap ne Aaj Kya Kiya? Buy Kiya ya Wait Kiya?

#BTC #Bitcoin #Crypto #MarketDown #Solana #ETH #CryptoPakistan