$BTC aaj bhi $64,000 ke aas paas hi ghum raha hai.

Ek baat samajh aa gayi hai:
Market roz upar neeche hoga, lekin jo banda roz seekhta rahega, wo hi aage jayega.

Maine aaj ye seekha:
Jaldi bazi me faisla karna hi sab se bari galti hai.

Tumne aaj market se kya seekha?
Comment me 1 line me batao, main sab ke comment parhunga 👇

Kal subah phir update dunga.

Follow kar lo, taake kal wali update miss na ho.

Not Financial Advice


$BTC $ETH $BNB #Bitcoin #CryptoPakistan #BinanceSquare