$BTC $SOL $ETH

Aaj market me buyers aur sellers dono wait kar rahe hain, koi bara move nahi, bas patience wali game hai.

Chart pe $BTC abhi apni range me hi ghoom raha hai, jab tak breakout na aaye jaldi entry mat lo, level ka wait karo.

Tum aaj hold kar rahe ho ya entry ka wait kar rahe ho? Comment me batao