$BTC ab $64,100 par hai aur Fear 11/100 par hai 😱

Sach bataun? Jab market itna darta hai, tabhi history me sabse bade mauke bane hain.

90% log is waqt 3 ghaltian kar rahe hain:
1. Dar me bech rahe hain
2. Sara paisa ek hi coin me daal rahe hain
3. Kisi ki baat sun ke khareed rahe hain

Smart banda kya karta hai?
Sirf itna paisa lagata hai jitna loss bhi bardasht kar sake, aur jaldi bazi nahi karta.

Ab tum sach sach batao, tum kis team me ho? 👇

A) Dar gaya hun, sab bech diya
B) Hold par hun, kuch nahi kar raha
C) Thora thora khareed raha hun

Comment me sirf A, B ya C likho, main har ek ko reply dunga!

Follow karo, roz aisi simple Urdu update dunga.

Not Financial Advice


$BTC $ETH $BNB #Bitcoin #CryptoPakistan #BinanceSquare