$BTC Log pooch rahe hain BTC kyun gira? 🤔

3 Wajahain hain:

1. Nvidia ki earning aane wali hai, bara market darra hua hai
2. ETF se logon ne paisa nikala
3. $62,100 par $2 Billion ki liquidation hui

Is liye market abhi Extreme Fear me hai - 12 / 100

Yaad rakho: Jab sab darte hain, tabhi bade log khareedte hain. Lekin bina research ke khareedna bhi ghalti hai.

Tum is time kya kar rahe ho?
A) Hold kar raha hun
B) Aur girne ka wait kar raha hun
C) Thora thora khareed raha hun

Comment me A, B ya C likho 👇

Not Financial Advice


#BTC #Bitcoin #CryptoNews #BinanceSquare #CryptoPakistan