PUBG Chor Ke Trading Karne Walo, Hazir Ho! 😂

Sach sach batana...

Pehle hum PUBG me kehte the:
"Ek or match, bas aakhri match hai"

Ab Trading me kehte hain:
"Ek or trade, bas aakhri trade hai"

PUBG me to sirf Rank jata tha,
Yahan to paisa bhi jata hai or neend bhi 😭

Kon kon hai jis ne PUBG chora or ab Chart dekh dekh ke pagal ho raha hai?
Comment me *"ME"* likho, dekhte hain kitne hain hum!

#PUBGMOBILE #Trading #Crypto #Binance