Kal tak hum bol rahe the market me mauka hai
Aaj market ne bola pehle apna balance dekh bhai 😂

Kal tak sab long ki baat kar rahe the aur aaj chart dekh ke lag raha hai ki hum hi short ho gaye 😭

Sach sach batao 👀

Kis kis ne kal long liya tha?
Aur kis kis ka portfolio aaj garib mode me aa gaya? 😂

Main naam nahi puchunga bas comment me bata do kitna duba 💀