Bitcoin Itna Mehnga Kyun Hai? 1 Minute Me Samjho.
Doston, aksar log poochte hain Bitcoin 1 Crore ka kyun hai?
Waja bohot simple hai.
Bitcoin total sirf 21 Million hain. Poori duniya me is se zyada kabhi nahi banenge.
Jab cheez kam ho aur mangne wale zyada hon, to keemat barhti hai.
Isi liye Bitcoin ko "Digital Sona" kehte hain.
Aapko kya lagta hai? Bitcoin agle saal upar jayega ya neeche?
Comment me batao.
#bitcoin #Crypto #BinanceSquare #Pakistan