⚠️ 90% Traders Loss Kyun Karte Hain? Maine Reason Dhoond Liya!*

Maine 100 traders ko observe kiya, sab ka ek hi masla tha.

Wo chart nahi, *apne emotions* se haarte hain.

1. *Green candle dekh kar FOMO* - Ooper buy kar lete hain
2. *Red candle dekh kar PANIC* - Neeche sell kar dete hain
3. *Leverage = Lalach* - 50x, 100x laga kar account wash

Sach ye hai:
Market aapko nahi harata, aapka *Sabr* aapko harata hai.

Mera Rule ab simple hai:
✅ Ek trade = 1% risk se zyada nahi
✅ Bina Stop Loss ke NO trade
✅ Profit mein lalach nahi, Loss mein panic nahi

Agar aapne ye 3 rules follow kar liye, to aap us 10% mein aa jao ge jo survive karte hain.

*Aap sab se zyada kis wajah se loss karte ho? FOMO, Panic ya Leverage? Comment mein sach batao 👇
$BTC
$SOL
$AAPLB

#BinanceSquareTalks #BTC #Crypto #Trading #BinancePick