BTC $79,500 par wapas aa gaya - Kya Fear khatam ho raha hai? 😱
BTC $79,500 par hai - Kal $75,700 tak gir kar phir upar aaya!
Fear & Greed Index: 34 - Abhi bhi FEAR me hai, kal 26 tha. Matlab log abhi bhi dare hue hain, lekin thora himmat wapas aa rahi hai.
RSI: 51 - Bilkul Neutral. Na overbought, na oversold.
Key Levels:
Support: $75,600
Resistance: $80,000
Meri Nazar me:
Jab tak BTC $80,000 ke upar close nahi karta, ye sirf recovery hai, trend change nahi. Lekin $75,600 ne 2 baar bacha liya, ye strong support ban gaya hai.
ETF se $1B se zyada outflow aaya tha, is liye bade players abhi wait kar rahe hain.
Aap kya sochte ho? BTC pehle $80,000 torega ya phir $75,600 par wapas jayega?
Comment me batao 👇
#bitcoin #CryptoMarket #BTC
$BTC
$BNB