Agar aapke paas abhi 1 lakh $PKR hota to kya karte?

1 lakh ka $BTC kharid kar 1 saal ke liye bhool jate, ya bank me rakhte?

Mai to $BTC wala option lungi kyunki bank saal me 15% dega aur BTC ne pichle saal 120% diya hai.

Aap kya karte? Comment me sach sach batana.

$BTC #Bitcoin #Pakistan #CryptoPakistan