$BTC
BTC ne $74,900 Support BREAK kar diya, $76,606 Resistance BREAK nahi hui — BTC abhi ∼$73,261 pe hai.
Aaj ka Result:
Open: $75,100 | High: $75,442 | Low: $72,866 | Abhi: $73,261 (-2.44%)
Subah plan tha $74,900 Support aur $76,606 Resistance. BTC $76,606 tak gaya hi nahi, aur $74,900 ke neeche close de kar $72,866 tak dump mara. Matlab Sellers jeet gaye, Support toot gaya.
Short Lesson:
Plan hamesha Level pe banta hai, prediction pe nahi. Jis ne $74,900 ke neeche panic me Long liya, uska loss hua. Aur jis ne breakdown ka wait kiya, uska capital bacha. Market me jeetna sabar ka naam hai.
Kal subah 9 AM Morning Plan post karna hai, us me phir $73,500 Support aur $74,900 Resistance hi main levels honge.
Aap ke hisab se kal BTC pehle $74,900 wapas lega ya $72,866 dobara test karega? Comment me UP 🔼 ya DOWN 🔽 likho!
#BTCNewsToday #CryptoNews #Bitcoin #CryptoInsiderSadaqat #BinanceSquareFamily