๐Ÿ’ช 1 Week Complete | Meri Journey + Aapki Motivation

7 Din pehle maine Binance Square start kiya tha, aaj:

7 Posts, 0 Miss

$STRK $0.12 se $0.14 (Mera main call hit!)


100+ New Followers (Shukriya aap sab ka! โค๏ธ)

Mera Current Portfolio (Honest):
60% $STRK | 25% $ETH | 15% $BTC

Main trader nahi, believer hun. Quantum L1 ho ya Bear Market, Starknet jese ZK projects long term me jeetenge.

Aap ke liye advice:
Roz chart dekho, news nahi. Ek coin pe focus karo (STRK jesa). FOMO se bacho.

Kal se Week 2 shuru karun? Agar haan to Comment me "Week 2" likho! ๐Ÿ‘‡

#Motivation
#CryptoJourney
#BinanceSquareTalks