*$BTC LIVE ANALYSIS - BEARISH 🔴📉*
>
> $BTC Price: *$68,882 ↓ -1.82% (24h)*
>
> Market abhi red hai, or sell pressure barh raha hai. Log panic kar rahe hain, lekin samajhdar trader plan se chalta hai.
>
> *Meri Analysis:*
> Resistance: *$70,400* - BTC iske neeche trade kar raha hai
> Support: *$67,449* - Ye sab se important level hai
>
> *Kya hoga ab?*
> Agar $67,449 hold ho gaya to yahan se bounce aayega $70,400 tak.
> Agar $67,449 toot gaya to neeche agla low aayega, or or zyada dump aayega.
>
> *Mera Plan:*
> Me abhi jaldi me entry nahi lunga.
> Me $67,449 ka wait kar raha hu.
> Wahan se volume ke sath bounce aaya to Long lunga, warna wait hi karunga.
>
> Trading me jaldi wala hamesha harta hai, sabar wala jeet ta hai.
>
> Tum kya kar rahe ho? Wait ya Panic Sell? Comment me batao 👇
>
> $BTC $ETH $SOL
> #BTC #Bitcoin #Crypto #Trading #Binance
---

$Btc