🚨 BREAKING: Bitcoin 2-Year Low Se Bounce! 🚨

$BTC kal $55,130 tak gir gaya tha - 2 saal ka sab se low level!

Phir sirf kuch ghanton me $60,800 tak wapas aaya! 📈

Wajah?
1. $2.5 Billion ki Liquidation hui
2. US Bitcoin ETFs se $582 Million nikal gaye
3. Fed ke Rate Hike ka dar

Ab sawal ye hai:
Ye BOTTOM tha ya sirf ek jhatka? 🤔

$60,000 ke upar close hua to BULLISH
$55,000 toota to $50,000 bhi aa sakta hai

Aap kya sochte ho? Comment me batao 👇
Bullish ya Bearish?

#Bitcoin #BTC #CryptoNews #BinanceSquare