🚨 $INIT +74% PUMP - Lekin Ruko, Pura Sach Padho! ⚠️

INIT aaj +74% up hoke $0.22 pe trade ho raha hai, high $0.244 tak gaya!

Volume 1400% se zyada barha hai, sab isko dekh rahe hain.

Lekin pump ki wajah:
Aaj Initia network pe security incident hua, ∼$605k USDC drain hue aur L1 chain ko pause karna para. Isliye ye pump normal pump NAHI hai, ye news-driven volatility hai.

Mera Plan - NO CHASE:
Entry: $0.195 - $0.20 (sirf agar chain resume ho aur hold kare)
TP1: $0.23
TP2: $0.245
SL: $0.18

Agar chain resume na ho to is trade ko SKIP karo. Paisa bachana bhi profit hai.

Tum log INIT me ho ya is pump se door rahe? 👇

$INIT
#INIT #Initia #BinanceSquare #crypto #trading