> 📉 *BTC Market Update - Today*
>
> *BTC: ∼$75,700* (-5.5% in 24h) - Kal $80,500 tha, aaj $75,700 tak gir gaya
> *ETH: ∼$2,238* (-7.7% in 24h) - ETH ne zyada gir kar $2,238 dikhaya
> *Fear & Greed Index: 28 - Fear* - Kal 50 Neutral tha, aaj 28 Fear ho gaya, matlab market me dar wapis aa gaya hai
>
> Wajah: US tech / AI stocks me bari girawat aayi, S&P 500 aur NASDAQ girne se crypto bhi gira, $1B+ liquidations hui. BTC $80,000 hold nahi kar saka aur $75,000 support tak aa gaya.
>
> *Mera plan:* Ghabrana nahi, sabar karna hai. $75,000 - $75,700 strong support hai. Iske neeche $73,200 next support. Upar $80,000 dobara cross hoga tabhi trend badlega. Leverage se door raho, spot me thora thora DCA socho.
>
> Aap is dip me khareed rahe ho ya wait kar rahe ho? 👇 Comment me BUY / WAIT likho
>
>#BinanceSquare #crypto #ETH #FearAndGreed #CryptoUpdates
$BTC
$BNB
$ETH