Ok guys Sach bolna sab ko pasand ata hai mujhe @Nillion Coin ka follow back ana mere liye owners ki bat hai. sach pucho to 20$ mere liye mushkil hogaya tha pnl card trad volium create karna par ab kar dia hai. ab main dekhna hai ke. ye jo har creator campaign logo se 20$ pnl card show ka bolti h ye kitna mukhlis hai. kyu ke meri nazar main ye bat sahi nahi har user 20$ ki trad nahi kar sakta jis main lose risk bohat ziyada hota hai mera bhi hoa hai 0.75 lose last main profit 0.35 hoa#NIL $NIL
