#SolanaStrong SOL ka scene thora dangerous chal raha hai abhi:
*Current Price: $105 - $106*
Kal se +2.12% upar hai lekin overall down trend me hai. 0e1d
*Kya hua hai?*
1. *$100 ka Support tutne wala hai:* SOL $112 se gir ke $103 tak aaya hai, volume tez hua hai matlab selling zyada ho rahi hai. Market keh rahi hai 82% chance hai ke is month ke end tak $100 se neeche jayega.
2. *ATH se bohat neeche:* January 2025 me $295.9 ka ATH lagaya tha, us se abhi 64% neeche hai. 1 saal me -44% down hai.
3. *News ke 2 side:*
- *Negative:* Shanghai me event police ne rok diya kyunki China me crypto ban hai, is se thora FUD aaya.
- *Positive:* 21 October ko *Alpenglow Upgrade* aa raha hai. Is se Solana ki finality 12 second se 150ms ho jayegi, bohat fast hoga. Governance me 98% logo ne support kiya hai. dfae0e1d17c23d7d
*Liquidity ka hisab se SOL kya karega?*
- *Sell Side Liquidity $100 par hai.* Sab ke Stop Loss $100 ke neeche hain. Agar $100 toota to $97.6 tak ek hi candle me ja sakta hai.
- *Buy Side Liquidity $110.59 par hai.* Upar resistance wahan hai.
To BTC ke tarah SOL bhi liquidity lene ke liye pehle $100 ko sweep karega phir hi asal pump hoga. Is liye agar long lena hai to $99-$100 sweep hone ka wait karo.