BINANCE CRYPTO LEARNING SERIES — PART 115
🔥 Maker vs Taker: Trading Fees Ka Hidden Difference!
Har trade mein aap ya to Maker hote hain ya Taker. Dono ka role different hota hai.
🟢 Maker
Limit Order se Order Book mein liquidity add karte hain.
Order foran execute na ho aur book par wait kare to Maker ban sakte hain.
🔴 Taker
Existing orders ke against foran trade execute karte hain.
Market Order aam tor par Taker hoti hai.
📊 Fees par asar:
Maker aur Taker ki trading fees different ho sakti hain. Yeh aapke Binance VIP level aur fee settings par depend karti hain.
🧠 Golden Rule: Maker liquidity add karta hai, Taker liquidity remove karta hai.
Aap zyada tar Maker hain ya Taker? 👇
#BinanceSquare #MakerVsTaker #tradingfees #cryptotrading #BTC $BTC