Jab hackers ke sath bhi "scam" ho jaye! 😭💀

Socho aap ne mehnat kar ke $5 Million ke tokens chori kiye, aur jab market mein bechne gaye toh badle mein sirf $71 mile! DeFi ne hackers ko bhi humbel kar diya. 📉😂

Market ka yeh scene dekh kar lagta hai ke yahan coding se zyada "sabar aur qismat" ki zaroorat hai.

---
Aap ka is baare mein kya khayal hai? Kya hackers ka yeh hal dekh kar hasi aayi ya darr laga? 💬👇

#SilentScalper #CryptoHumorFOMO #HongKongEnablesRoundTheClockTokenizedSettlement #BinanceSquare #DeFi #CryptoNews