$BTC $BNB 🔮 BREAKING: PCE 3.8% - BTC $59K SE NEECHE! Nasdaq -3% đŸ˜±

Dosto, abhi abhi Binance ki notification aayi hai, aur market phir hil gaya!

Kya hua aaj?
1. US PCE Inflation 3.8% - May ke baad sab se zyada! Matlab mehngai phir barh gayi
2. Nasdaq Futures -3% gir gaye, S&P 500 -2% neeche
3. Gold bhi $3,486 pe aa gaya
4. BTC $59,000 se neeche slip ho gaya - Tech selloff ka 2nd din!

Aur sab se bari baat:
US Spot Bitcoin ETF se November me RECORD $4.94B nikal gaya! June ka $4.15B wala record bhi toot gaya! 2026 ke flows ab NEGATIVE ho gaye hain!

Matlab bara paisa abhi dar ke bahar nikal raha hai, chota trader panic me bech raha hai.

Lekin yaad rakho:
Jab ETF se paisa nikalta hai, tabhi to bottom banta hai. Har bari jab sab ne kaha "Crypto khatam", uske baad hi asli bounce aya hai!

Mera Plan - Aaj raat ke liye:
✅ Panic Sell - NAHI
✅ Leverage - NAHI
✅ $58K-$59K zone me thoda thoda Spot DCA - HAAN
✅ Qafila Daily $10 Spot Trade - Streak mat todo, LAST 5 DAYS hain!

Qafila 30 Nov ko khatam ho raha hai, Lamp bujhi to $1M pool se kuch nahi milega!

Tum sach batao 👇
Tum is khabar ke baad kya karoge? PANIC SELL 😹 ya DCA BUY 🟱 ?

Comment me likho: BUY ya SELL

Ye financial advice nahi hai, sirf meri soch hai. Apni research khud karo.

#BTC #Bitcoin #PCE #Inflation #Nasdaq #CryptoNews #BitcoinCrash #BinanceSquare #Binance #CryptoWithShabana #CryptoPakistan #Qafila #DCA #BearMarket2026