Bitcoin ne phir sabko hairan kar diya! đŸ˜±

$55,000 tak girne ke baad BTC wapas *$60,749* ke upar bounce kar gaya! đŸ”„ +1.47% in 24h

Kal sab dar rahe thay, Fear & Greed Index *11 - Extreme Fear* pe tha. Aur aaj market ne bataya ke jab sab darte hain, wahi smart buyers ka waqt hota hai.

$1.8 Billion ki liquidation hui, weak hands out ho gaye, aur ab BTC ne $60,000 wapas le liya. ETH bhi $1,686 pe hai, SOL $70.31 pe.

Ab sawal ye hai bhai log:
Aapko kya lagta hai? Ye asli recovery hai ya ek aur trap?

Comment me batao - BUY karoge ya WAIT karoge? 👇

#bitcoin #BTC #BinanceSquare #CryptoNews #writetoearn
$BTC
$ETH
$BNB