$BTC

đŸ˜± BTC NE SAB KO DARA DIYA!

BTC 55,000 tak gir ke wapis 60,000 ke upar aa gaya hai. Jinho ne panic me sell kiya, wo ab haath mal rahe hain.

Dekho bhai, history gawah hai jab jab market me itna dar hota hai, Fear & Greed 11 pe hota hai, wahi se bara bounce aata hai.

Ab BTC ke samne 2 raste hain:
1. 60,000 ke upar ruka to seedha 65,000
2. 58,000 se neeche gaya to phir 55,000 test hoga

Mera plan simple hai, dar ke time buy, lalach ke time sell.

Tum is time BTC ke holder ho ya dar ke maare bahar nikal gaye ho? Sach batao 👇

#Bitcoin #BTC #Crypto #Binance