> Blockchain Kya Hai? Simple Zubaan Me Samjho đ
>
> Bohat log $BTC, $ETH trade karte hain, lekin Blockchain kya hai ye nahi pata. Aaj simple me samjha deta hu.
>
> Blockchain = Ek Digital Register (Bahi Khata)
> Socho ek aisi diary jisme har transaction likha jata hai, aur wo diary sab ke paas hai. Koi ek banda usko change nahi kar sakta.
>
> Iske 3 Super Powers:
>
> 1ïžâŁ Decentralized
> Iska koi ek malik nahi. Na bank, na government. Ye hazaron computers pe chalta hai.
>
> 2ïžâŁ Secure
> Ek baar data likh diya to usko badla nahi ja sakta. Isliye isko hack karna almost namumkin hai.
>
> 3ïžâŁ Transparent
> Har transaction sab dekh sakte hain. Chupane ka koi scene nahi.
>
> Example:
> Tumne Ali ko 0.01 $BTC bheja. Ye transaction ek Block me jayega, phir wo Block Chain se jud jayega. Ab ye hamesha ke liye record me rahega.
>
> Crypto = Paisa
> Blockchain = Wo Technology jispe ye paisa chalta hai.
>
$NVDAB #AnthropicRejectsIPODelayValuationinQuestion #CoreWeaveJumps10%On168%RevenueGrowth
> $BTC $ETH $BNB $SOL
> #Blockchain #BTC #Crypto #Binance #LearnCrypto #Web3
---
*