Bitcoin ne sab ko shock de diya!
$80,800 se seedha $75,700 tak aa gaya đ
Wajah kya thi?
1ïžâŁ Chip stocks crash â Nvidia -9%, AMD -17%
2ïžâŁ $1 BILLION se zyada longs liquidate ho gaye
3ïžâŁ Bitcoin ETFs se $430M nikal gaya
4ïžâŁ Fear & Greed Index 50 se gir kar 28 par â matlab market me "FEAR" hai đš
ETH -8.2% âĄïž $2,218
XRP -9.7% âĄïž $1.18
SOL -6.9% âĄïž $89.22
Sab se bara sawal:
Ye DIP hai ya CRASH ki shuruaat? đ€
Mera khayal hai ye panic selling hai. Jo log ghabra kar bech rahay hain, wohi baad me pachtaenge.
Aap kya kar rahay ho?
đ HOLD kar rahay ho?
đ SELL kar diya?
đ Ya DIP me BUY kar rahay ho?
Comment me batao đ#BitcoinRebounds$75KAsChipsLead #BitcoinETFsSee$412MNetOutflows #TradFiForBeginners
