Crypto Market Update - Sab Dar Rahe Hain, Smart Log Kama Rahe Hain! 👀

BTC: $76,500
Fear & Greed Index: 25 - Extreme Fear

Jab sab dar ke bech rahe hain, tabhi asli paisa banta hai. History gawah hai, har bara pump fear ke baad hi aaya hai.

BTC ka Support: $74,800
Resistance: $77,200

Aap is time BUY kar rahe ho ya SELL?

Sach batao comment me! 👇

$BTC
$ETH
$SOL

#BTC #Bitcoin #CryptoNews #BinanceSquare #CryptoPakistan