2021 me lagta tha bull run kabhi khatam nahi hoga. 2024 sey 2026 mey lagta hai bear kabhi khatam nahi hoga. 
Sach ye hai - dono aatey hain, dono jaatey hain. 
Jo Aata hai Uska Jana bhi tay hai.

#CryptoLife #HODL

Please share Tumhare saath kya hua?