Part 2 - Meri Crypto Journey

Kal maine post ki thi ke me Pakistan ki larki hun aur Crypto karti hun.
Mujhe itne pyare comments mile, dil khush ho gaya. Thank You ❤️

Aaj me Aap ko apni 3 galtiyan batati hun jo maine shuru me ki thi, taake Aap na karain:

1. Maine pehle din hi bara profit socha tha
2. Maine kisi ki baat sun ke coin khareeda tha, khud research nahi ki thi
3. Maine ghabra ke loss me coin bech diya tha

Ab maine seekh liya hai:
Pehle SEEKHO, phir LAGAO, phir SABAR karo.

Aap ne shuru me kaun si galti ki thi? Sach batayen, sharmana nahi hai.
Hum sab seekh rahe hain.

#CryptoJourney #LearnAndEarn #BinanceSquare