Agar yeh coin ghalti se bhi 1 Rupeye Pakistani tak pahunch gaya, toh kasam se crypto market mein aag lag jayegi! đ„
Soch raha hoon jab 1 PKR ho ga, toh sabse pehle apni wali Mehran ko sonay (gold) ki plating karwaunga aur uske baad seedha 'BTTC Yacht Club' ki booking karwaunga! đ„ïžđ.
Aap sab batao, agar BTTC 1 PKR ho gaya toh aap kya kharido ge? Apne apne sapne comments mein share karo! đđ

